Aage Aaage Chalne Lyrics

Aage Aaage Chalne Lyrics Lyrics

“Aage Aaage Chalne” Song Details:

Movie: Ghar Ho To Aisa
Singer(s): Sudesh Bhonsle
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): Bappi Lahiri
Music Director(s): Bappi Lahiri
Genre(s): Masti
Director(s): Kalpataru
Music Label: © Venus
Starring: Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri
Release on: 27th April, 1990

Arey aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Arey aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Mujhsa bhi deewana
Nahin hoga kahi balla
Arey mujhsa bhi deewana
Nahin hoga kahi balla
Arey aage aage
Aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala chhala

Kamar hilati bijali girati
Matak matak chali dank lagati
Hey kamar hilati bijali girati
Matak matak chali dank lagati
Ghyal karke dawa bhi nahin batlati
Main kya karu allah arey aage aage
Aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Arey aage aage
Aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Arey aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala chhala

Ras ki botal tera badan
Aur tera pyasa hain mera man
Ras ki botal tera badan
Aur tera pyasa hain mera man
Thodi tu bhi pyasi to hogi
Man bhi ja ab lila
Arey aage aage
Aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Mujhsa bhi deewana nahin
Hoga kahi balla
Arey aage aage
Aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Arey aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala chhala

Sola hain tera mere jigar mein
Bat abhi tak ghar ki hain ghar mein
Sola hain tera mere jigar mein
Bat abhi tak ghar ki hain ghar mein
Badnami se pahale hi mil ja
Varna macha duga halla
Arey aage aage
Aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Arey mujhsa bhi deewana
Nahin hoga kahi balla
Arey mujhsa bhi deewana
Nahin hoga kahi balla
Arey aage aage
Aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala
Arey aage aage chalne wali
Pichhe mein doon chhala chhala
Pichhe mein doon chhala chhala
Pichhe mein doon chhala chhala.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top