“Chhodo Chhodo Mera Hath” Song Details:
| Movie: | Bezubaan (1982) |
| Singer(s): | Behroze Chatterjee |
| Lyricist(s): | Ravinder Rawal |
| Composer(s): | Raamlaxman (Vijay Patil) |
| Music Director(s): | Raamlaxman (Vijay Patil) |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Bapu |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Shashi Kapoor, Reena Roy, Raj Kiran |
| Release on: | 24th December, 1982 |
Chhodo chhodo mera hath
Achhi nahi aisi baat
Chhodo chhodo mera hath
Achhi nahi aisi baat
Nahi nahi yo no
Chhodo chhodo mera hath
Achhi nahi aisi baat
Hato itne pas aao na jara
Dil ko samjhao na
Hato itne pas aao na jara
Dil ko samjhao na
Bahak na jaye pankh bhi nahi nahi
Chhodo chhodo mera hath
Achhi nahi aisi baat
Hase shokh tanhayiya
Khile tan mein angadayiya
Taras jagaye rut hasi nahi nahi uff
Chhodo chhodo mera hath
Achhi nahi aisi baat
Rahu kaise mai hosh mai bhala
Tere aghosh mein
Rahu kaise main hosh main bhala
Tere aghosh mein
Falak chhu rahi hai jami.


