Mazaa Lijiye Lyrics

Mazaa Lijiye Lyrics Lyrics

“Mazaa Lijiye” Song Details:

Album/Label: Best Of Altaf Raja (2009)
Singer(s): Altaf Raja, Sonu Nigam
Composer(s): Altaf Raja
Music Director(s): Altaf Raja
Genre(s): Qawwali
Music Label: © Venus Records
Starring: Altaf Raja

Ishq aur pyaar ka mazaa lijiye
Ishq aur pyaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Dil-e-bekarar ka mazaa lijiye
Dil-e-bekarar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Mazaa lijiye, mazaa lijiye, mazaa lijiye, mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye o o o o

Bekhayaal ho gaye hai hosh me na laayiye
Aayiye kareeb aake aankhon se pilaayiye
Bekhayaal ho gaye hai hosh me na laayiye
Aayiye kareeb aake aankhon se pilaayiye
Aap bhi khumaar ka
Ho aap bhi khumaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye

Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Mazaa lijiye, mazaa lijiye, mazaa lijiye, mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye o o o o

Aadhi raat dhal chuki hai chaandani jawaan hai
Koyi badhawaas hai toh koyi badgumaan hai
Aadhi raat dhal chuki hai chaandani jawaan hai
Koyi badhawaas hai toh koyi badgumaan hai
Husn ke nikhaar ka
Ho o o husn ke nikhaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Mazaa lijiye, mazaa lijiye, mazaa lijiye, mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye o o o o


Mastiyaan hain bekhudi hai chaahato ka jaam hai
Naa toh koti bebasi hai naa toh koyi kaam hai
Mastiyaan hain bekhudi hai chaahato ka jaam hai
Naa toh koti bebasi hai naa toh koyi kaam hai
Din hai itvaar ka
Haan din hai itvaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Ishq aur pyaar ka mazaa lijiye
Ishq aur pyaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye

Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Thoda intjaar ka mazaa lijiye
Mazaa lijiye, mazaa lijiye, mazaa lijiye, mazaa lijiye….

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top