Tum Aao Na Lyrics

Tum Aao Na Lyrics Lyrics

“Tum Aao Na” Song Details:

Label: All Good Scents
Singer(s): Raahie (Band)
Lyricist(s): Desikan Gopalan, Gaurav Shukla
Composer(s): Raahie (Band)
Music Director(s): Raahie (Band)
Genre(s): Romantic
Music Label: © All Good Scents
Starring: Raahie

Zindagi ke mod par jab tum mili thi
Dhadkane meri tham si gayi thi
Aaj bhi woh pal yaad aate hain
Tumhe mere khayaalon mein laate hain

Dil mein bas gayi hai aahatein teri
Muskuraahaton mein manzil mili
Bin tere ab mein kaise jiyoonga
Tanhaiyon se mein gira rahoonga

Ab dooriyaan teri parchhaiyaan
Khaamoshiyaan hain teri baatein
Lite daastan toote iss dil mein
Jee raha hoon teri chaahat mein

Tum aaona, tum aao na, aao na
Tum aaona, tum aao na, aao na
Tum aaona, tum aao na, aao na

Jismo jaan pighalne de
Kismatein badalke mein laaunga
Teri aashiqui rahe
Tujhko iss jahaan mein hi paaunga


Aisi teri panaahein
Bin tere na jee paaunga
Ab rehguzar teri mehfil mein
Jee raha hoon teri chaahat mein
Tum aaona, tum aao na, aaona
Tum aaona, tum aao na, aaona

Zindagi ke mod par jab tum mili thi
Dhadkane meri tham si gayi thi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top