Ek Ladki Deewani Si (Title) Lyrics

Ek Ladki Deewani Si (Title) Lyrics Lyrics

“Ek Ladki Deewani Si (Title)” Song Details:

Album/Label: Ek Ladki Deewani Si (2009)
Singer(s): Adnan Sami
Lyricist(s): Adnan Sami
Composer(s): Adnan Sami
Music Director(s): Adnan Sami
Genre(s): Happy (Feel Good), Love
Music Label: © T-Series
Starring: Adnan Sami, Jermaine Jackson, Tulsi Kumar

Ek ladki jo deewani si hai
Sach hai magar woh kahani si hai
Aisi haseen dilnasheen naazni aur kahin
Kasam se nahi kasam se nahi kasam se nahi

Are you mad,
Trying to flirt with me stupid
Hey kal kya hua usse kuch yaad nahi
She’s got short term memory loss

Sab se khoobsurat hai woh
Zinda koi murat hai woh
Nahi ye uss ko pata hai
Uski niraali adaa hai
Saans hai aisa kahin
Kasam se nahi kasam se nahi

Aise waise jaise bhi ho
Koi to ishaara karo
Itni si ye iltaja hai
Tujh se umeedein wafa hai
Saans hai aisa kahin
Kasam se nahi kasam se nahi

Ek ladki jo deewani si hai
Sach hai magar woh kahani si hai
Aisi haseen dilnasheen naazni aur kahin
Kasam se nahi kasam se nahi kasam se nahi


Ek ladki jo deewani si hai
Sach hai magar woh kahani si hai
Aisi haseen dilnasheen naazni aur kahin
Kasam se nahi kasam se nahi kasam se nahi…

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top