Andhe Khawabon Ko Lyrics

Andhe Khawabon Ko Lyrics Lyrics

“Andhe Khawabon Ko” Song Details:

Album/Label: Saadgi (2007)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Javed Akhtar
Composer(s): Mayuresh Pai
Music Director(s): Mayuresh Pai
Genre(s): Ghazal
Music Label: © T-Series
Starring: Lata Mangeshkar, Javed Akhtar
Release on: 21st June, 2012

Andhe khawabon ko oo
Andhe khawabon ko
Usoolon ka tarazu de de
Andhe khawabon ko
Usoolon ka tarazu de de
Mere malik
Mere maalik mujhe
Jazbaat pay kaboo de de
Mere maalik mujhe
Jazbaat pay kaboo de de
Andhe khawabon ko
Usoolon ka tarazu de de
Andhe khawabon ko

Main samandar bhi kisi
Ghair ke hathon se naah loo
Main samandar bhi kisi
Ghair ke hathon se naah loo
Ek katraa bhi
Ho ek katraa bhi samandar
Hai agar tu de de
Ek katraa bhi samandar
Hai agar tu de de
Mere maalik mujhe
Jazbaat pay kaboo de de
Andhe khawabon ko
Usoolon ka tarazu de de
Andhe khawabon ko

Sab key dukh dard simaat
Jaaye mere siine main
Sab key dukh dard simaat
Jaaye mere siine main
Baat de sabko hansi
Baat de sabko hansi
Laa mujhe aansoo de de
Baat de sabko hansi
Laa mujhe aansoo de de
Mere maalik mujhe
Jazbaat pay kaboo de de
Andhe khawabon ko

Man key phoolo ki mehek
Mujhko jagane aaye
Man key phoolo ki mehek
Mujhko jagane aaye
Subah ki pehali
Ho subah ki pehali kiran ko
Koi ghungroo de de
Subah ki pehali kiran ko
Koi ghungroo de de
Mere maalik mujhe
Jazbaat pay kaboo de de
Mere maalik
Mere maalik mujhe
Jazbaat pay kaboo de de
Andhe khawabon ko
Usoolon ka tarazu de de
Andhe khawabon ko.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top