Zindagi Tujhko Jiya Hai Lyrics

Zindagi Tujhko Jiya Hai Lyrics Lyrics

“Zindagi Tujhko Jiya Hai” Song Details:

Album/Label: The Latest (1982)
Singer(s): Jagjit Singh
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal

Zindagi tujhko jiya
Hai koi afsos nahi
Zehar khud maine
Piya hai koi afsos nahi

Maine mujrim ko bhi
Mujrim na kaha duniya me
Maine mujrim ko bhi
Mujrim na kaha duniya me
Bas yahi zurm kiya
Hai koi afsos nahi
Zehar khud maine
Piya hai koi afsos nahi

Meri kismat me jo
Likhe the unhi kanto se
Meri kismat me jo
Likhe the unhi kanto se
Dil ke zakhmon ko
Seeya hai koi afsos nahi
Zehar khud maine
Piya hai koi afsos nahi

Ab gire sang ke sishon
Ki hoon baarish fakir
Ab gire sang ke sishon
Ki hoon baarish fakir
Ab kafan odh liya
Hai koi afsos nahi
Zehar khud maine
Piya hai koi afsos nahi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top