Aadmi Aadmi Ko Kya Dega Lyrics

Aadmi Aadmi Ko Kya Dega Lyrics Lyrics

“Aadmi Aadmi Ko Kya Dega” Song Details:

Album/Label: Someone Somewhere (1990)
Singer(s): Jagjit Singh
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © HMV Music

Aadmi aadmi ko kya degaa
Aadmi aadmi ko kya degaa
Jo bhi dega wohi khuda dega

Mera qaatil hi mera munsib hain
Mera qaatil hi mera munsib hain
Mera qaatil qaatil qaatil qaatil…
Mera qaatil hi mera munsib hain
Mera qaatil hi mera munsib hain
Mera qaatil mera munsib hain
Mera qaatil mera munsib hain
Kya mere haq mein faisla dega
Kya mere haq mein faisla dega
Aadmi aadmi ko kya degaa
Jo bhi dega wohi khuda dega

Zindagi ko kareeb se dekho
Zindagi ko
Zindagi ko kareeb se dekho
Zindagi ko kareeb se dekho
Iska chehra tumhe rulaa dega
Iska chehra tumhe rulaa dega
Iska chehra tumhe rulaa dega
Aadmi aadmi ko kya degaa
Jo bhi dega wohi khuda dega

Hamse puchho dosthi ka silaa
Hamse puchho dosthi ka silaa
Hamse puchho dosthi ka silaa
Hamse puchho dosthi ka silaa
Dushmanon ka bhi dil hilaa dega
Aadmi aadmi ko kya degaa
Jo bhi dega wohi khuda dega

Ishq ka zehar pee liya faakir
Ishq ka zehar pee liya faakir
Ab maseeha bhi kya dawa dega
Aadmi aadmi ko kya degaa
Jo bhi dega wohi khuda dega.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top