Yun Mere Khat Lyrics

Yun Mere Khat Lyrics Lyrics

“Yun Mere Khat” Song Details:

Album/Label: Mahek (2009)
Singer(s): Pankaj Udhas
Composer(s): Ali Ghani
Music Director(s): Ali Ghani
Genre(s): Love
Music Label: © T-Series
Starring: Pankaj Udhas
Release on: 29th April, 2009

Yun mere khat ka jawaab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya
Lifaafe mein ik gulaab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya
Lifaafe mein ik gulaab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya

Hawa mein bikhari hain uski khusboo
Hawa mein bikhari hain uski khusboo
Hain uski khusboo
Jurur uska aadab aaya
Jurur uska aadab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya

Bahek na jaaye ye dil hamara
Bahek na jaaye ye dil hamara
Ye dil hamara
Ghazab ka uspe shabaab aaya
Ghazab ka uspe shabaab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya

Hasee hain duniya mein kaun sabse
Hasee hain duniya mein kaun sabse
Hain kaun sabse
Woh naam uska janaab aaya
Woh naam uska janaab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya
Lifaafe mein ik gulaab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya
Yun mere khat ka jawaab aaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top