Mein Hoon Tez Garam Masla Lyrics

Mein Hoon Tez Garam Masla Lyrics Lyrics

“Mein Hoon Tez Garam Masla” Song Details:

Movie: Meri Padosan (2009)
Singer(s): Sonu Kakkar
Lyricist(s): Jai Salwan, Rishi Azad
Composer(s): Manoj Negi, Ravi Meet
Music Director(s): Manoj Negi, Ravi Meet
Genre(s): Dance
Director(s): Prakash Saini
Music Label: © T-Series
Starring: Saadhika Randhawa, Hina Tasleem, Sneha Dhabi, Sarvar Ahuja, Sanjay Mishra
Release on: 17th April, 2009

Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala
Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala
Nain milaake chain churaake
Maine dilon pe daaka daala

Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala
Nain milaake chain churaake
Maine dilon pe daaka daala
Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala

Bharke chilam mein bas pi le tu mujhe
Nasha husn ka thoda chaayega tujhe
Bharke chilam mein bas pi le tu mujhe
Nasha husn ka thoda chaayega tujhe
Kaske ek kash khinch,
Karle nasha jara yeh niraala
Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala
Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala

Har koi aake jaham pe lataka,
Woh toh bas meri kamar ka jhataka
Har koi aake jaham pe lataka,
Woh toh bas meri kamar ka jhataka
Luta chain kiya bechain,
Maine aisa jaadu daala
Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala
Nain milaake chain churaake
Maine dilon pe daaka daala
Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala
Main hoon tez garam masaala,
Chakhana chaahe har matwaala
Tu hai garam garam, garam garam…..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top