Chalo Jaane Do Lyrics

Chalo Jaane Do Lyrics Lyrics

“Chalo Jaane Do” Song Details:

Movie: Bhoothnath (2008)
Singer(s): Amitabh Bachchan
Lyricist(s): Amitabh Bachchan
Composer(s): Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Music Director(s): Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Genre(s): Sad
Director(s): Vivek Sharma
Music Label: © T-Series
Starring: Amitabh Bachchan, Shah Rukh Khan, Juhi Chawla, Satish Shah, Rajpal Yadav, Aashish Chaudhary, Nauheed Cyrusi, Delnaaz Paul
Release on: 9th May, 2008

Chalo Jane do
Abb chodo bhi
Chalo Jane do
Abb chodo bhi

Itna bhi kya gussa karna
Kuch apni kaho
Kuch meri suno
Yun chup chup rehkar
Dil hi dil mein kya kudhna

Chalo Jane do
Abb chodo bhi
Chalo Jane do
Abb chodo bhi

Itna bhi kya gussa karna
Kuch apni kaho
Kuch meri suno
Yun chup chup rehkar
Dil hi dil mein kya kudhna


Chalo Jane do
Abb chodo bhi
Chalo Jane do
Abb chodo bhi

[Tum hi mujhse rooth gaye to
kisse baath karun mein
Jee uttha hoon tumse milke
Tum jo ho to hoon mein ]2

Mujhse is pal ho muh phere
Phir bhi ho tum mere

Dekho nahi accha hota itna chidhna

Chalo Jane do
Abb chodo bhi
Chalo Jane do
Abb chodo bhi

Mere dil ke tukde mere nanhe se sehzade
Mujhse yum naraz na ho
Itni na mujhe saza de
Dekho kab se tumhein bulaye
Meri Tarsi baahein

Aa pyaar karu mein
Bhaut hua ladna bheedna

Chalo Jane do
Abb chodo bhi
Chalo Jane do
Abb chodo bhi

Itna bhi kya gussa karna
Kuch apni kaho
Kuch meri suno
Yun chup chup rehkar
Dil hi dil mein kya kudhna

Chalo Jane do
Abb chodo bhi

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top