Memsab Dil Mera Lyrics

Memsab Dil Mera Lyrics Lyrics

“Memsab Dil Mera” Song Details:

Movie: Dand Nayak (1998)
Singer(s): Kumar Sanu
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Rajesh Roshan
Music Director(s): Rajesh Roshan
Genre(s): Playful
Director(s): Sikander Bharti
Music Label: © Tips Music
Starring: Manek Bedi, Ayesha Jhulka, Bharat Kapoor, Satyendra Kapoor, Inder Kumar, Aditya Pancholi, Paresh Rawal

Memsab memsab
Hoye aage ladki pichhe ladke
Memsab dil mera dhadke
Memsab ye shola bhadke
Memsab tu chalna bachke haye
Tera rup kahi na jal jaye
Tera rang kahi na ud jaye
Memsab memsab
Memsab dil mera dhadke
Memsab ye shola bhadke
Memsab tu chalna bachke haye
Tera rup kahi na jal jaye
Tera rang kahi na ud jaye

Tere hatho mein kitabe
Tere naino mein shrabe
Ho tere hatho mein kitabe
Tere naino mein shrabe
Botal jaisi chalti jaye
Sar se chuni dhlti jaye
Sambhal sambhal ke
Lakh chale tu
Payal jaisi chhanki jaye
Memsab dil mera dhadke
Memsab ye shola bhadke
Memsab tu chalna bachke haye
Tera rup kahi na jal jaye
Tera rang kahi na ud jaye

Memsab memsab
Memsab memsab
Kab tak tu na na karegi
Ek din tu ha karegi
Ho kab tak tu na na karegi
Ek din tu ha karegi
Mera chellange oo hasina
Mushkil hoga tera jeena
Soch samjhke ha na karna
Deta hu main ek hasina
Memsab dil mera dhadke
Memsab ye shola bhadke
Memsab tu chalna bachke haye
Tera rup kahi na jal jaye
Tera rang kahi na ud jaye
Memsab memsab

Memsab dil mera dhadke
Memsab ye shola bhadke
Memsab tu chalna bachke haye
Tera rup kahi na jal jaye
Tera rang kahi na ud jaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top