Jo Gumshuda Lyrics

Jo Gumshuda Lyrics Lyrics

“Jo Gumshuda” Song Details:

Movie: Mission Istaanbul: Darr Ke Aagey Jeet Hai! (2008)
Singer(s): Mahalakshmi Iyer, Shaan
Lyricist(s): Ege, Sameer
Composer(s): Anu Malik
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Romantic
Director(s): Sanjay Gupta
Music Label: © T-Series
Starring: Vivek Oberoi, Shriya Saran, Zayed Khan
Release on: 25th July, 2008

Jo gumshuda aankhon mein hai
Jo ankahi saanson mein hai,
Daastaan wahi labjo mein kaho
Dil ki baaton ko dil mein rehane do,
Nazar se nazar se kehane do
Hongi hongi hongi varna badnamiya
Jo gumshuda aankhon mein hai,
Jo ankahi saanson mein hai
Daastaan wahi labjo mein kaho

Kaatil badi tanhaayiya taklif de abb duriya
Samajha karo khaamoshiya
Achchi nahi sarghoshiya
Jawaabon mein tum, sawaalo mein tum,
Hamesha rahe khayaalon mein tum
Tumase hai meri madhoshiya

Dil ki baaton ko dil mein rehane do,
Nazar se nazar se kehane do
Hongi hongi hongi varna badnamiya

Tum jo mile raahat mili, jine ki bhi chaahat mili
Dil aashana tumase huwa, puri huyi meri duwa
Meri jismo jaan pe chaaya raha,
Panaaho mein tum samaaye raha
Kehati hai meri betaabiya

Dil ki baaton ko dil mein rehane do,
Nazar se nazar se kehane do
Hongi hongi hongi varna badnamiya
Jo gumshuda aankhon mein hai,
Jo ankahi saanson mein hai
Daastaan wahi labjo mein kaho.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top