दिल है की मानता नहीं – नज़र के सामने Dil Hai Ki Manta Nahin – Nazar Ke Samne Lyrics

दिल है की मानता नहीं – नज़र के सामने Dil Hai Ki Manta Nahin – Nazar Ke Samne Lyrics Lyrics

“Dil Hai Ki Manta Nahin – Nazar Ke Samne” Song Details:

Album/Label: T-Series Mixtape Rewind Season 3
Singer(s): Shilpa Rao, Yasser Desai
Lyricist(s): Sameer
Music Director(s): Abhijit Vaghani
Genre(s): Romantic
Director(s): Ahmed Khan
Music Label: © T-Series
Starring: Shilpa Rao, Yasser Desai
Release on: 30th June, 2021

Dil to ae chahe harpal tumhe hum
Bas yun hi dekha kare
Ho mar ke bhi hum na tumse juda ho
Aao kuch aisa kare
Mar na jaau kahin hoke tumse juda

Nazar ke samne jigar ke pass
Nazar ke samne jigar ke pass
Koi rehta hain wo ho tum
Wo ho tum

Betabi kya hoti hain
Pucho mere dil se
Tanha tanha laut aau
Main to bhari mehfil se

Mujh mein sama jaa
Aa paas aaja
Humdam mere humnashi


Dil hai ki manta nahin
Ho dil hai ki manta nahin

Teri wafayen teri mohabbat
Sab kuch hain mere liye
Tune diya hain nazarana dil ka
Hum toh hain tere liye

Ab mujhe chhod ke
Door jaana nahin

Nazar ke samne jigar ke pass
Nazar ke samne jigar ke pass
Koi rehta hain wo ho tum

Ye bekaraari kyun ho rahi hain
Ye jaanata hi nahi
Ho dil hai ki manta nahi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top