“Gori Tera Nakhra” Song Details:
| Movie: | Aashiq (2001) |
| Singer(s): | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Lyricist(s): | Sameer |
| Composer(s): | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod |
| Music Director(s): | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod |
| Genre(s): | Dance, Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Indra Kumar |
| Music Label: | © Tips Music |
| Starring: | Bobby Deol, Karishma Kapoor |
| Release on: | 26th January, 2001 |
Gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri ada to aag lagaye
Gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri ada to aag lagaye
I love you dil yeh kehta hai
Dil mein tu hi rehta hai
Saason mein tera pyaar behta hai
Gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri ada to aag lagaye
Thinking about you talking about you
Every night and day
Thinking about you talking about you
Honey keep it up
Dekho dekho dekho dil ye mera
Kaisi kaisi baate karta hai
Dekho dekho dekho dil ye mera
Kaisi kaisi baate karta hai
Dekh ke tuhjko jeeta hai
Yeh chhere pe tere marta hai
Rehke tujhse door sanam
Mein bhi aahen bharti hoon
Sirf tumhari chahat hai
Par kehne se darti hoon
Aisa kehke muhjko yaara
Tune kiya ghayal
Gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri ada to aag lagaye
Duniya mein laakhon husn wale
Koi nahi tere jaisa hai
Duniya mein laakhon husn wale
Koi nahi tere jaisa hai
Hoge bade majnu is jahan mein
Koi nahin aashiq aisa hai
Dekh ke yeh deewanapan
Teri baate maan gayee
Tu mera sachcha aashiq hai
Jaaneman pehchaan gayee
Pyaar mein tere jaanejana
Main to hua paagal
Gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri ada to aag lagaye
I love you dil yeh kehta hai
Dil mein tu hi rehta hai
Saason mein tera pyaar behta hai
Gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri ada to aag lagaye.


