मुझको मना लेना Mujhko Mana Lena Lyrics

मुझको मना लेना Mujhko Mana Lena Lyrics Lyrics

“Mujhko Mana Lena” Song Details:

Label: Saregama Music
Singer(s): Alka Yagnik, Ashok Ojha
Lyricist(s): Tripurari
Music Director(s): Sugat Dhanvijay
Genre(s): Sad
Music Label: © Saregama Music
Starring: Zain Imam, Khushi Chaudhary

Aisa na ho janaa
Kabhi tumse rahoon naraaz
Aur agar tum tak
Nahi pahunche mere alfaaz

Tum mujhko mana lena
Haan tum bas mujhko mana lena
Tum mujhko mana lena
Haan tum bas mujhko mana lena

Aisa na ho jaana
Kabhi badle mera andaaz
Phir hai tumhe yeh haq
Wahi deke mujhe aawaz

Tum mujhko mana lena
Haan tum tab mujhko mana lena
Tum mujhko mana lena
Haan tum tab mujhko mana lena


Ye duniya kuch bhi kahe
Saath apna yun chalta rahe
Bas itni si khwahish hain
Ishq mera tum mein behta rahe
Iske siva kuch nahi
Ho chahe aasman ya zameen

Aisa na ho jaana
Kabhi shaam dhale tum bin
Aur jo subah ho toh
Lage rutha hua sa din

Tum mujhme raha karna
Haan tum bas mujhme raha karna
Tum mujhme raha karna
Haan tum bas mujhme raha karna

Yeh lamhe kehne lage
Hum tum ab milte rahe
Man ka aisa mausam ho
Ek duje me jeete rahe
Tera mera kuch nahi
Ho chahe darmiyan ya kahi

Aisa na ho jaana
Kabhi chhod ke jaunga
Aur jo kahu tumse yeh
Nahi lautke aaunga

Tum mujhko sata dena
Haan tum bas mujhko sata dena
Tum mujhko sata dena
Haan tum bas mujhko sata dena

Tum mujhko mana lena
Haan tum bas mujhko mana lena
Tum mujhko mana lena
Haan tum tab mujhko mana lena.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top