“Dhal Gaya Chand” Song Details:
| Album/Label: | Rahi Pyar Ke (2008) |
| Singer(s): | Rajendra Mehta |
| Lyricist(s): | Qateel Shifai |
| Composer(s): | Rajendra Mehta |
| Music Director(s): | Rajendra Mehta |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Universal Music |
| Starring: | Nina Mehta, Rajendra Mehta |
| Release on: | 15th May, 2008 |
Dhal gaya chand gayi raat
Chalo so jaaye
Dhal gaya chand gayi raat
Chalo so jaaye
Ho chuki unse mulakaat
Chalo so jaaye
Dhal gaya chand gayi raat
Chalo so jaaye
Log ikraare waffa karke
Bhula dete hain
Log ikraare waffa karke
Bhula dete hain
Ye nahi koi nai baat
Chalo so jaaye
Ye nahi koi nai baat
Chalo so jaaye
Ho chuki unse mulakaat
Chalo so jaaye
Dhal gaya chand gayi raat
Chalo so jaaye
Shaam hoti to
Kisi jaam se jee behlaate
Shaam hoti to
Kisi jaam se jee behlaate
Band hain ab to khara baat
Chalo so jaaye
Band hain ab to khara baat
Chalo so jaaye
Ho chuki unse mulakaat
Chalo so jaaye
Dhal gaya chand gayi raat
Chalo so jaaye.


