Shabab Par Hai Jawani Lyrics

Shabab Par Hai Jawani Lyrics Lyrics

“Shabab Par Hai Jawani” Song Details:

Album/Label: Aafreen
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Zafar Gorakhpuri
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pankaj Udhas

Ye bejaan cheezon Ki feeki numaaish,
Ye gunchey, ye kaliyaan, ye taarein hata do
Jahaan se gujarna hain us maizabee ko
Waha mere sine ki dhadkan bichha do

Shabab par hain jawani nazar lage na kahin
Shabab par hain jawani nazar lage na kahin
Bane naa koyi kahaani nazar lage na kahin
Shabab par hain jawani nazar lage na kahin

Nazar theharti nahin woh shabaab paya hain
Nazar theharti nahin woh shabaab paya hain
Nazar theharti nahin woh shabaab paya hain
Bahaar bharti hain paani nazar lage na kahin
Bahaar bharti hain paani nazar lage na kahin
Bane na koi kahani nazar lage na kahin
Shabab par hai jawani nazar lage na kahin

Andheri raat main raaho pe
Yun na nikalaa kar
Andheri raat main raaho pe
Yun na nikalaa kar
Andheri raat main raaho pe
Yun na nikalaa kar
Tu chaandni ki hain raani nazar lage na kahin
Tu chaandni ki hain raani nazar lage na kahin
Bane na koi kahani nazar lage na kahin
Shabab par hai jawani nazar lage na kahin


Dhanak sitaare ghata roshni saba khushboo
Dhanak sitaare ghata roshni saba khushboo
Dhanak sitaare ghata roshni saba khushboo
Yeh sab teri nishaani nazar lage na kahin
Yeh sab teri nishaani nazar lage na kahin
Bane na koi kahani nazar lage na kahin
Shabab par hain jawani nazar lage na kahin

Bane na koi kahani nazar lage na kahin
Shabab par hain jawani nazar lage na kahin.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top