Ajeeb Saaneha Lyrics

Ajeeb Saaneha Lyrics Lyrics

“Ajeeb Saaneha” Song Details:

Movie: Gaman
Singer(s): Hariharan
Lyricist(s): Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan)
Composer(s): Jaidev Verma
Music Director(s): Jaidev Verma
Genre(s): Sad
Director(s): Muzaffar Ali
Music Label: © Saregama
Starring: Farooq Shaikh, Jalal Agha, Nana Patekar, Smita Patil

Ajib saaneha mujh par guzar gaya yaaro
Ajib saaneha mujh par guzar gaya yaaro
Main apane saaye se
Main apane saaye se kal raat dar gaya yaaro
Ajib saaneha

Har ek naqsh tamanna ka ho gaya dhundhala
Har ek naqsh tamanna ka ho gaya dhundhala
Har ek zakm mere dil ka bhar gaya yaaro
Har ek zakm mere dil ka bhar gaya yaaro
Ajib saaneha

Bhatak rahi thi
Bhatak rahi thi jo kashti wo gaqr-e-aab hui
Chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro
Chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro
Ajib saaneha

Wo kaun tha wo kaun tha
Wo kahan ka tha kya hua tha use
Suna hai aaj koi shaks mar gaya yaaro
Suna hai aaj koi shaks mar gaya yaaro

Ajib saaneha mujh par guzar gaya yaaro
Main apane saaye se kal raat dar gaya yaaro
Ajib saaneha.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top