Sarfroshi Ki Tamanna Lyrics

Sarfroshi Ki Tamanna Lyrics Lyrics

“Sarfroshi Ki Tamanna” Song Details:

Movie: Shaheed Bhagat Singh (1963)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s): Desh Bhakti
Director(s): K.N. Bansal
Music Label: © Saregama
Starring: Shammi Kapoor, Shakeela, Premnath, Ulhas

Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai
Dekha hai jor kitna
Baju e katil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai
Dekha hai jor kitna
Baju e katil mein hai

Aaj makkar mein ye katil
Kah raha hai bar bar
Kah raha hai bar bar
Aaj makkar mein ye katil
Kah raha hai bar bar
Kah raha hai bar bar
Jan dene ki tamanna
Aaj kiske dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai

Waqt aane par bata denge
Tuhje aye aasma
Tujhe aye aasma
Waqt aane par bata denge
Tuhje aye aasma
Tujhe aye aasma
Hum abhi se kya bataye
Kya hamare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai

Ab na pahle balbale hai
Aur na armano ki bhid
Aur na armano ki bhid
Ab na pahle balbale hai
Aur na armano ki bhid
Aur na armano ki bhid
Ek mit jane ki hasrat
Ab hamare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamare dil mein hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top