Mastaan Mastaan Lyrics

Mastaan Mastaan Lyrics Lyrics

“Mastaan Mastaan” Song Details:

Movie: Tahaan (2008)
Singer(s): Ritesh Menon
Lyricist(s): Mehboob Alam Kotwal
Composer(s): Taufiq Qureshi
Music Director(s): Taufiq Qureshi
Genre(s): Sensual
Director(s): Santosh Sivan
Music Label: © T-Series
Starring: Purav Bhandare, Anupam Kher, Sarika, Rahul Bose, Rahul Khanna, Victor Banerjee
Release on: 5th September, 2008

Din hai naye, par hai yaadein puraani
Yaadon mein teri bhi hai ek kahaani
Din hai naye, par hai yaadein puraani
Yaadon mein teri bhi hai ek kahaani
Kya kya hamaare bhi kisse huye the
Hum tum mohbbat ke hisse huye the
Jaane kahaan jaate hai din rulaake
Mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

Ab bhi mere dil ke iss aaine mein
Tasveer teri saji hai tabhi se
Koi mitaa paaya hai na use
Har pal teri yaad aati hai maasumiya
Mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

Meri ummidein yeh maange duwaayein
Yaaro ke dhalane se pehale woh aaye
Tu bhi kabhi apani kasame nibhaaye
Manjil toh paa le jara yaadon ka kaarwa
Mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

Mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top