Josh Josh Lyrics

Josh Josh Lyrics Lyrics

“Josh Josh” Song Details:

Movie: Fox (2009)
Singer(s): Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Sandeep Nath
Composer(s): Monty Sharma
Music Director(s): Monty Sharma
Genre(s): Item Number
Director(s): Deepak Tijori
Music Label: © Zee Music
Starring: Sunny Deol, Arjun Rampal, Udita Goswami, Sagarika Ghatge, Vipul Gupta
Release on: 4th October, 2009

Aha aha aha aha…

Aaj nashe mein raat hai,
Huyi koyi na koyi baat hai
Hosh kisiko hai kahaan,
Behake huye jasbat hai
Aaj nashe mein raat hai,
Huyi koyi na koyi baat hai
Hosh kisiko hai kahaan,
Behake huye jasbat hai
Ho ho ho ho ho..
Ho ho ho ho ho..

Tir ishaaron mein chala
Pyaar hai ya daga
Koyi meherbaan kyun huwa,
Dil yeh hamesha tha fida
Tir ishaaron mein
Chala pyaar hai ya daga
Koyi meherbaan kyun huwa,
Dil yeh hamesha tha fida
O ho ho o ho ho….
O ho ho o ho ho….main fida

Najaron ki haay kya
Ada pyaar se dil chhu liya
Hosh hamaara gum
Huwa keh diya dil ne marhaba
Najaron ki haay kya ada
Pyaar se dil chhu liya
Hosh hamaara gum huwa
Keh diya dil ne marhaba
O ho ho o ho ho….
O ho ho o ho ho….marhaba

Aaj nashe mein raat hai,
Huyi koyi na koyi baat hai
Hosh kisiko hai kahaan,
Behake huye jajbaat hai
O ho ho o ho ho….
O ho ho o ho ho….


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top