Dhak Dhak Dil Mera Karne Laga Lyrics

Dhak Dhak Dil Mera Karne Laga Lyrics Lyrics

“Dhak Dhak Dil Mera Karne Laga” Song Details:

Movie: Aadmi
Singer(s): Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Lyricist(s): Anwar Sagar
Composer(s): Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Director(s): Jatin Pandit, Lalit Pandit
Genre(s): Romantic
Director(s): Arshad Khan
Music Label: © Venus
Starring: Mithun Chakraborty, Gauthami, Harish, Ajit
Release on: 1st October, 1993

Haan dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga
Mere sanm teri kasam
Mere sanm teri kasam
Mithi mithi aag mein jalane laga

Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga
Mere sanm teri kasam
Mere sanm teri kasam
Mithi mithi aag mein jalane laga
Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga

Phoolon sa ang hai tera
Nain tere hai mastane
Dekha tuje toh ho gaye hum
Pehali nazar mein deewaane

Teri ada sabse juda
Ek hai tu lakhon mein
Pyar se hai pyara nasha
Sajana tere aankhon mein


Tere liye dil toh hai kya
Haan tere liye dil toh hai kya
Jaan bhi luta du jaaneman
Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga

Aaj nahi bas mein jiya pagal ho jaungi
Tere inn nainon mein sajan kho jaungi
Teri nazar jadubhari pagal yeh karati hai
Hosh mere udate hai jab bhi tu hasati hai
Dil ki lagi badhane lagi
Dil ki lagi badhane lagi
Chhane laga deewanapan
Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga

Chalati hai thandi hawa seene se lag jaao
Had se gujar jayunga mujhko na tadpaao
Tune chhuva mujhko piya
Aag lagi saason mein
Aaj yeh dil bas mein nahi
Aa mere baahon mein

Hota hai jo ho jaane do
Hota hai jo ho jaane do
Chhodo haya aur chhodo sharam
Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dil mera karne laga
Dil mera tujhpe hi marne laga
Dhak dhak dil mera karne laga.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top