Tumhain Hum Pyaar Na Karte To Lyrics

Tumhain Hum Pyaar Na Karte To Lyrics Lyrics

“Tumhain Hum Pyaar Na Karte To” Song Details:

Album/Label: Love Ho Jaaye (2009)
Singer(s): Tulsi Kumar
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Monty Sharma
Music Director(s): Monty Sharma
Genre(s): Romantic
Music Label: © T-Series
Starring: Tulsi Kumar

Tumhe hum pyaar na karate toh aur kya karate
Tumhe hum pyaar na karate toh aur kya karate
Hamaari aankhon ko deedaar ki tamanna thi
Hamaari aankhon ko deedaar ki tamanna thi
Hum intjaar na karate toh aur kya karate
Hum intjaar na karate toh aur kya karate

Hamaari inn khumaariyon ko pehchaanate nahi
Tadap ko ehsaas ko tum jaanate nahi
Tumase izhaar na karate toh aur kya karate
Tumase izhaar na karate toh aur kya karate

Hamaarein dard se tum mehfuj ho sanam
Abb saha na jaaye hamse yeh judaayi ka ghum
Tumase ukraar na karate toh aur kya karate
Tumase ukraar na karate toh aur kya karate
Hamaari aankhon ko deedaar ki tamanna thi
Hum intjaar na karate toh aur kya karate
Tumhe hum pyaar na karate toh aur kya karate.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top