“Haal E Dil Unko Sunana Tha” Song Details:
| Movie: | Fariyaad (1964) |
| Singer(s): | Suman Kalyanpur |
| Lyricist(s): | Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) |
| Composer(s): | Snehal Bhatkar |
| Music Director(s): | Snehal Bhatkar |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Kidar Nath Sharma |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Ashok Kumar, Zeb Rehman, Tun Tun, Nazima |
Haal e dil unako sunana tha
Haal e dil unako sunana tha
Sunaya na gaya, sunaaya na gaya
Jo zubaan par mujhe lana tha
Jo zubaan par mujhe lana tha
Wo laaya na gaya, wo laaya na gaya
Haal e dil unako
Pyar pe sine pe sar
Rakhake to dil kadamo par
Pyar pe sine pe sar
Rakhake to dil kadamo par
Aap ko apna banana tha
Aap ko apna banana tha
Banaya na gaya, banaya na gaya
Haal e dil unako
Khelati aankh micholi rahi nazare apni
Khelati aankh micholi rahi nazare apni
Jinko palkon mein chhupana tha
Jinko palkon mein chhupana tha
Chhupaya na gaya, chhupaya na gaya
Haal e dil unako
Ek hi waar mein hatho se jigar tham liya
Ek hi waar mein hatho se jigar tham liya
Haye jis dil ko bachana tha
Haye jis dil ko bachana tha
Bachaya na gaya, bachaya na gaya
Haal e dil unako sunana tha
Haal e dil unako.


