“Kashi Ko Dekha Nahin” Song Details:
| Movie: | Sachai Ki Taqat |
| Singer(s): | Amit Kumar, Mohammed Aziz |
| Lyricist(s): | Anand Bakshi |
| Composer(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Music Director(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Genre(s): | Party |
| Director(s): | Rama Rao Tatineni |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Dharmendra, Govinda, Amrita Singh, Sonam |
Kashi ko dekha nahi mathura ko dekha nahi
Kashi ko dekha nahi mathura ko dekha nahi
Dekha magar ek insan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko bhagwan ko
Kashi ko dekha nahi mathura ko dekha nahi
Dekha magar ek insan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko
Wo jisne jina humko sikhaya
Kya sach hai kya juth hai ye bataya
Wo jisne jina humko sikhaya
Kya sach hai kya juth hai ye bataya
Wo jisne apna jiwan banaya
Apne dharam ko iman ko
Dekha magar ek insan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko bhagwan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko
Ek aadmi hai kya or hai woh
Par aadmi bejod hai woh
Ek tinke se bhi kamjor hai woh
Par rok sakta hai tufan ko
Dekha magar ek insan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko bhagwan ko
Kashi ko dekha nahi mathura ko dekha nahi
Dekha magar ek insan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko
Dekh liya humne to bhagwan ko.


