“Tu Milta Hai Mujhe” Song Details:
| Label: | Zee Music Company |
| Singer(s): | Raj Barman |
| Lyricist(s): | Anjaan Sagri |
| Music Director(s): | Rashid Khan |
| Genre(s): | Love |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Paras Arora, Ruhani Sharma |
Tujhme maujood hai
Har khushi ki wajah
Mujhko mehsoos ab
Aisa hone laga
Tujhme maujood hai
Har khushi ki wajah
Mujhko mehsoos ab
Aisa hone laga
Tu milta hai mujhe
Toh muskurata hoon
Apni tanhai ko
Phir bhool jaata hoon
Tu milta hai mujhe
Toh muskurata hoon
Apni tanhai ko
Phir bhool jaata hoon
Bin tere koyi lamha na guzre mera
Meri aankhon se utre na chehra tera
Bin tere koyi lamha na guzre mera
Meri aankhon se utre na chehra tera
Ishq se tere roshan rahe zindagi
Mujhpe shaam-o-seher ho pehra tera
Pehra tera
Kitna pyara hai tu
Kitna sada hai tu
Mere ehsaas mein
Mujhse zyada hai tu
Tu milta hai mujhe
Toh muskurata hoon
Apni tanhaai ko
Phir bhool jaata hoon
Tu milta hai mujhe
Toh muskurata hoon
Apni tanhai ko
Phir bhool jaata hoon
Tu milta hai mujhe
Toh muskurata hoon
Apni tanhai ko
Phir bhool jaata hoon.


