Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya Lyrics

Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya Lyrics Lyrics

“Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya” Song Details:

Movie: Qawwali Ki Raat
Singer(s): Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Lyricist(s): Shewan Rizvi
Composer(s): Iqbal Qureshi
Music Director(s): Iqbal Qureshi
Genre(s): Sad
Director(s): Durgesh Kumar, P.L. Santoshi
Music Label: © Saregama
Starring: Mumtaz, Kanwaljit Singh

Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa

Ho
O o o o o
Thhaa mazaa phool ke na khilne mein
Thhaa mazaa phool ke na khilne mein
Lutf thhaa aap ke na milne mein
Aaj se lutf e intezaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa

Ho
O o o o
Ham ko aadat nahin machalne ki
Ham ko aadat nahin machalne ki
Koyi soorat nahin bahalne ki
Bewafaa kar ke beqaraar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaaa

Ho
Oo oooooo
Ab na kashti na ab kinaara hai
Ab na kashti na ab kinaara hai
Ab khudaa ka hi ek sahaara hai
Na khuda beech mein utaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top