“Ghunghte Mein Chanda Hai” Song Details:
| Movie: | Koyla (1997) |
| Singer(s): | Udit Narayan |
| Lyricist(s): | Indeevar |
| Composer(s): | Rajesh Roshan |
| Music Director(s): | Rajesh Roshan |
| Genre(s): | Dance |
| Director(s): | Rakesh Roshan |
| Music Label: | © Times Music |
| Starring: | Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Amrish Puri, Ranjeet, Johnny Lever, Ashok Saraf, Mohnish Bahl, Himani Shivpuri, Binda, Shubha Khote, Razak Khan |
| Release on: | 18th April, 1997 |
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai pahela chaaron aur ujala
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai pahela chaaron aur ujala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai pahela chaaron aur ujala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Are hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Aaj sundarta dulhan bani hai
Koi kismat ka kitna dhani hai
Aaj sundarta dulhan bani hai
Koi kismat ka kitna dhani hai
Muh dikhlayee ki khaatir
Dil kya jaan bhi hai haazir
Muh dikhlayee ki khaatir
Dil kya jaan bhi hai haazir
Badalon ko moor dekhein
Chand ko chakor dekhein
Tujhko naseebon waala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hey hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai pahela chaaron aur ujala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Are hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Paas tu door tak hain nazaarein
Mil rahe hain dilo ko sahare
Paas tu door tak hain nazaarein
Mil rahe hain dilo ko sahare
Le ke baharein tu aayee
Door hui hai tanhai
Le ke baharein tu aayee
Door hui hai tanhai
Ghar ko sanwaar de ga
Dil ko qarar de ga
Roop ye tera nirala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hey hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Ghunghte mein chanda hai
Phir bhi hai phela chaaron aur ujala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Are hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala
Hosh na kho de kahin
Josh na dekhne waala.


