Prem Hai Kya Ek Aansoon Lyrics

Prem Hai Kya Ek Aansoon Lyrics Lyrics

“Prem Hai Kya Ek Aansoon” Song Details:

Movie: Prem Kahani (1975)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Sad
Director(s): Raj Khosla
Music Label: © Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Mumtaz, Shashi Kapoor, Vinod Khanna
Release on: 7th February, 1975

Prem hai kya
Prem hai kya ek aasu ek katra
Jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye
Prem hai kya ek aasu ek katra
Jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye

Premi fir bhi milne ka
Mauka dhundh lete hai
Premi fir bhi milne ka
Mauka dhundh lete hai
Unchi diwaro ke jharokha dhund lete hai
Premi fir bhi milne ka
Mauka dhundh lete hai
Jamana deewana na jana
Prem hai kya
Prem hai kya ek jadu ek parda
Jiske piche bhed chupe bhed chupe
Prem hai kya ek aasu ek katra
Jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye

Gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
Gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
Gori ka pritam jane ya jane saheliya
Gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
Kare kya sune kya kahe kya
Preet hai kya
Haye preet hai kya ek barkha ek barsa
Jo barse to aag lage aag lage aag lage
Prem hai kya ek aasu ek katra
Jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye
Dub gaye dub gaye
Dub gaye dub gaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top