Sun Le Zara Lyrics

Sun Le Zara Lyrics Lyrics

“Sun Le Zara” Song Details:

Label: T-Series
Singer(s): Flint J
Lyricist(s): Atif Ali, Flint J
Composer(s): Atif Ali
Music Director(s): Atif Ali
Genre(s): Love
Music Label: © T-Series

Kuch waqt ho toh yeh sun le zara
Kuch ankahi baat samajh na tu saka
Sadiyon se yeh hota rahaa
Chaahat sabko milti kahaan

Woh bhi tha kuch meri tarah
Woh bhi mujhsa tanha hi tha
Unn aankhon mein bhi thi nami
Unn mein bhi woh hi dard tha

Woh bhi tha kuch meri tarah
Woh bhi mujhsa tanha hi tha
Unn aankhon mein bhi thi nami
Unn mein bhi woh hi dard tha

Yaad kar woh baarishein
Bheegte thhe jinme kabhi
Phir jagi kuch khwahishein
Phir humein woh rula gayi


Tera har pal mera hi tha
Tujhpe haq bas mera hi tha

Woh bhi tha kuch meri tarah
Woh bhi mujhsa tanha hi tha
Unn aankhon mein bhi thi nami
Unn mein bhi woh hi dard tha

Woh bhi tha kuch meri tarah
Woh bhi mujhsa tanha hi tha
Unn aankhon mein bhi thi nami
Unn mein bhi woh hi dard tha

Ho…

Dekh le tu ik nazar
Jee raha hoon kis haal mein
Ho khushi ya ranjishein
Yaad tu aata rahe

Kaisa tujhe rishta juda
Aaye tu hi nazar har jagah

Woh bhi tha kuch meri tarah
Woh bhi mujhsa tanha hi tha
Unn aankhon mein bhi thi nami
Unn mein bhi woh hi dard tha

Woh bhi tha kuch meri tarah
Woh bhi mujhsa tanha hi tha
Unn aankhon mein bhi thi nami
Unn mein bhi woh hi dard tha..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top