“Zindagi Kya Hai” Song Details:
| Movie: | Akhri Muqabla (1988) |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Composer(s): | Usha Khanna |
| Music Director(s): | Usha Khanna |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Sudesh Issar |
| Starring: | Shashi Kapoor, Rajan Sippy, Suresh Oberoi, Divya Rana, Padmini Kapila, Puneet Issar, Asha Sachdev, Shammi, Paintal, Dev Kumar, Brahmachari, D.D. Singh, Palaakhi Singh, Chandrashekhar, Mehmood Jr. |
Zindagi kya hain kata hain
Ya phool kata samjhna hain bhul
Zindagi hai phool
Zindagi kya hain kata hain
Ya phool kata samjhna hain bhul
Zindagi hai phool
Jeevan hain mala sukh dukh ke moti
In motiyo se jeevan mein jyoti
Jeevan hain mala sukh dukh ke moti
In motiyo se jeevan mein jyoti
Zindagi kya hain aasu hain ya muskan
Aasu nahi nadan zindagi hain muskan
Tej badi ye samay ki dhara hain
Aasha nirasha iska kinara hain
Tej badi ye samay ki dhara hain
Aasha nirasha iska kinara hain
Zindagi kya hain tufa hain
Ya patwar tufa na samjho yar
Zindagi hain patwar
Zindagi kya hain kata hain
Ya phool kata samjhna hain bhul
Zindagi hai phool.


