“Kab Talak” Song Details:
| Movie: | Mere Khwabon Mein Jo Aaye |
| Singer(s): | Caralisa Monteiro |
| Lyricist(s): | Rohit Bhatia |
| Composer(s): | Siddharth Coutto |
| Music Director(s): | Siddharth Coutto |
| Genre(s): | Dream |
| Director(s): | Madhureeta Anand |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Randeep Hooda, Raima Sen , Arbaaz Khan |
| Release on: | 6th February, 2009 |
Ho chuka hai yeh mere saath kitani baar
Kyun yeh ho raha hai, na chaahu phir bhi
Ho chuka hai yeh mere saath kitani baar
Abb bhi ho raha hai, na chaahu phir bhi
Main gaau phirati
Kab talak, kab talak gaati main rahoon
Aur kyun kab talak gaati main rahoon
Kab talak, kab talak gaati main rahoon
Aur kyun kab talak gaati main rahoon
Ho gaya hai mujhako gaane se pyaar,
Abb bhi ho raha hai
Main gaau dil se
Ho gaya hai mujhako gaane se pyaar,
Abb bhi ho raha hai
Main gaau dil se jo gaau tumhe milake
Har pal abb, har pal abb, gaati main rahu
Har pal abb, har pal abb, gaati main rahu
Har pal abb, har pal abb, gaati main rahu
Har pal abb, har pal abb, gaati main rahu.


