Jay Bholenath Lyrics

Jay Bholenath Lyrics Lyrics

“Jay Bholenath” Song Details:

Movie: Kunwara Baap
Singer(s): Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): Rajesh Roshan
Music Director(s): Rajesh Roshan
Genre(s): Religious
Director(s): Mehmood
Music Label: © Saregama
Starring: Mehmood, Sanjeev Kumar, Lalita Pawar
Release on: 23rd November, 1974

Jay bholenath jay ho prabhu,
Sabse jagat me uncha hai too
Iss dar se chhota bada koyee na khalee gaya
Par khalee hai aanchal meraa
Jay bholenath jay ho prabhu,
Har dag dhulata hai yaha,dhulata yaha,
Har bhagya khulta hai yaha, khulta yaha,
Are mai bhee usee dar pe
Aaya banatee sabkee bigadee jaha
Dhungha  jamin aasman
Meraa toh sab kuchh yaha

Abb main aur jau kaha,
Abb aas do malik too hee,o  malik too hee,
Kahee chain mujhe milta nahee ha milta nahee
Are din ke ujale me khoya mere dil ka tukda kahee
Mujpe bhee teree ho chhanv na mulk mangu na ganv
De de mere bachhe ko panv
Jay bholenath jay ho prabhu,
Sabse jagat me uncha hai too.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top