Unka Khayaal Lyrics

Unka Khayaal Lyrics Lyrics

“Unka Khayaal” Song Details:

Album/Label: Saari Raat (2009)
Singer(s): Devika Chawla
Lyricist(s): Adeel
Genre(s): Sad
Music Label: © Saregama

Unka khayaal aaya bethi main dil ko chhupaye
Unka khayaal aaya bethi main palake bichhaye
Unka khayaal aaya

Mere hatho main lakeere hai teri
Bhigi saanson main chahate hai geheri
Mahobbat main tere chhahe hai savera
Mahobbat main tere chhahe hai savera
Dil ko khayaal aaya khwabo main woh jo na aaye
Unka khayaal aaya bethi main dil ko chhupaye
Unka khayaal aaya

Meri aankho main aahat hai teri
Bahon main tere jannat hai meri
Mann main hi mera tera basera
Mann main hi mera tera basera
Wafa ka khayaal aaya raato yeh jagaye
Unka khayaal aaya bethi main dil ko chhupaye
Unka khayaal aaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top