Do Jahaan Lyrics

Do Jahaan Lyrics Lyrics

“Do Jahaan” Song Details:

Movie: Haider (2014)
Singer(s): Shraddha Kapoor, Suresh Wadkar
Lyricist(s): Gulzar
Composer(s): Vishal Bhardwaj
Music Director(s): Vishal Bhardwaj
Genre(s): Ghazal
Director(s): Vishal Bhardwaj
Music Label: © Junglee Music
Starring: Shahid Kapoor, Tabu, Shraddha Kapoor, Kay Kay Menon
Release on: 2nd October, 2014

Sirey udhad gaye
Hain subaho shaam ke
Woh mere do jahaan
Saath le gaya
Tamaam daastan
Saath le gaya
Woh mere do jahan
Saath le gaya
Tamaam dastaan
Saath le gaya

Bitti naai doorie
Choom zaraai baamaraiyo
Kya kar hou thaam
Zaar zaraai baamaraiyo

Woh bepanah pyaar
Karta tha mujhe
Woh bepanah pyaar
Karta tha mujhe
Gaya toh meri
Jaan saath le gaya
Tamaam daastan
Saath le gaya

Sharmand kartha aaftaabo
Kand haalai zoon
Khand chaini gaij so
Laij so daraai baamaraiyo

Main sajde se utha
To koi bhi na tha
Main sajde se utha
To koi bhi na tha
Wo paaon ke nishan
Saath le gaya
Gaya toh meri jaan
Saath le gaya
Wo mere do jahaan
Saath le gaya
Tamaam dastaan
Saath le gaya.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top