Gulon Mein Rang Bhare Lyrics

Gulon Mein Rang Bhare Lyrics Lyrics

“Gulon Mein Rang Bhare” Song Details:

Movie: Haider (2014)
Singer(s): Arijit Singh
Lyricist(s): Faiz Ahmad Faiz
Composer(s): Vishal Bhardwaj
Music Director(s): Vishal Bhardwaj
Genre(s): Ghazal
Director(s): Vishal Bhardwaj
Music Label: © Junglee Music
Starring: Shahid Kapoor, Tabu, Shraddha Kapoor, Kay Kay Menon
Release on: 2nd October, 2014

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Dard ka rishta o o o mm

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Yeh dil gareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Gham gusaar chale hmm

Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale

Chale bhi aao ke
Gulshan ka karobaar chale
Chale bhi aao ke
Gulshan ka karobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale

Hmm
Qafas udaas hai yaaron
Sabaa se kuch to kaho
Qafas udaas hai yaaron
Sabaa se kuch to kaho
Kahin to bahr e khuda
Aaj zikar e yaar chale
Chale bhi aao ke
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale


Jo humpe guzri so guzri
Magar sab e hijraan
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab e hijraan
Humaare ashq teri
Aaqibat sanwaar chale
Chale bhi aao ke
Gulshan ka kaarobaar chale

Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad e naubahaar chale.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top