“Mere Ashqon Ka Gham” Song Details:
| Album/Label: | Tere Bagair (2009) |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Naqsh Lyallpuri |
| Composer(s): | Madan Mohan |
| Music Director(s): | Madan Mohan |
| Genre(s): | Romantic |
| Music Label: | © YRF Music |
| Release on: | 26th June, 2009 |
Mere ashqon ka gham na kar aye dil
Mere ashqon ka gham na kar aye dil
Apani barbaadiyon se dar aye dil
Apani barbaadiyon se dar aye dil
Mere ashqon ka gham na kar aye dil
Silsila rok beeti baaton ka
Silsila rok beeti baaton ka
Silsila rok beeti baaton ka
Warana tadpega raatbhar aye dil
Mere ashqon ka gham na kar aye dil
Raah sunsaan hai, andhera hai
Raah sunsaan hai, andhera hai
Raah sunsaan hai, andhera hai
Kaise tay hoga yeh safar aye dil
Mere ashqon ka gham na kar aye dil
Teer barsaaye chaand ki kirane
Teer barsaaye chaand ki kirane
Teer barsaaye chaand ki kirane
Raat ke lambe jism par aye dil
Mere ashqon ka gham na kar aye dil
Apani barbaadiyon se dar aye dil
Mere ashqon ka gham na kar aye dil
Aye dil, aye dil, aye dil, aye dil.


