Mausam Hai Bheega Bheega Re Lyrics

Mausam Hai Bheega Bheega Re Lyrics Lyrics

“Mausam Hai Bheega Bheega Re” Song Details:

Movie: Mera Muqaddar
Singer(s): Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): Kamalkant
Music Director(s): Kamalkant
Genre(s): Rain, Romantic
Director(s): K. Pappu
Music Label: © T-Series
Starring: Amrit Raj, Swapna, Tanuja, Alok Nath, Shakti Kapoor, Sharat Saxena, Prem Chopra, Gulshan Grover

Mausam hai bheega bheega re
Mausam hai bheega bheega re
Tan pe fuhare teer mare
Chhaye man pe jane kaisa nasha re
Haye badal se shola barsa re
Badal se shola barsa re
Badal se shola barsa re
Bundo se kaisi aag barse
Jisme jalke aaye itna maja re

Mausam hai bheega bheega re ha
Badal se shola barsa re

Badal ghanere aa chhaye andhere
Are dar kya kisi ka o hum sath tere
Geer geer roke rasta kali ghataye
Chubh chubh jaye tan mein
Oye thandi hawaye
Kahti hai thandi hawayen ye ghataye
Dil se dil to milaye
Mausam hai bheega bheega re ha
Badal se shola barsa re

Lipti badan se bheegi ye sadi
Lagti buri hai o niyat tumhari
Na na aisi baate dil mein na lana
Tera mera rista janmo purana
Duniya ye mane ye na mane
Maine mana tu hai mera piya re
Badal se shola barsa re
Mausam hai bheega bheega re ha
Tan pe fuhare teer mare
Chhaye man pe jane kaisa nasha re
Bundo se kaisi aag barse
Jisme jalke aaye itna maja re

Mausam hai bheega bheega re ha
Badal se shola barsa re
Mausam hai bheega bheega re ha
Badal se shola barsa re
Mausam hai bheega bheega re ha
Badal se shola barsa re
Mausam hai bheega bheega re ha
Badal se shola barsa re.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top