Qaatilaana Lyrics

Qaatilaana Lyrics Lyrics

“Qaatilaana” Song Details:

Movie: The Stoneman Murders (2009)
Singer(s): Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Rakesh Kumar (Kumaar)
Composer(s): Siddharth Haldipur
Music Director(s): Siddharth Haldipur
Genre(s): Dance, Rock
Director(s): Manish Gupta
Music Label: © Times Music
Starring: Kay Kay Menon,, Arbaaz Khan,, Vikram Gokhale,, Rukhsar
Release on: 13th February, 2009

Qaatilaana hain zulfon ke naag re
Qaatilaana hai ankhiyon ki aag re
Zara bachke tu rehna
Hai ye aashiqon ka kehna
Maine loote hazaaron yaar re
Qaatilaana hain zulfon ke naag re
Qaatilaana hai ankhiyon ki aag re
Zara bachke tu rehna
Hai ye aashiqon ka kehna
Maine loote hazaaron yaar re

Qaatilaana oh oh
Qaatilaana ah ah
Qaatilaana oh oh
Qaatilaana
Jalwe kataar mere
Tez inki dhaar hai
Dil ke tukde kar daalungi
Zehreele jaam mere
Aaj teri saans mein
Katra katra bhar daalungi
Mere hothon ke ye pyaale
Sabki jaan lene waale
Maine loote hazaaron yaar re

Qaatilaana hain zulfon ke naag re
Qaatilaana hai ankhiyon ki aag re
Zara bachke tu rehna
Hai ye aashiqon ka kehna
Maine loote hazaaron yaar re
Qaatilaana oh oh
Qaatilaana ah ah
Qaatilaana oh oh
Qaatilaana
Nakhron mein naaz
Ye mizaaz mere dekh kar
Dhadke nazrein mehmaano ki
Khatron bhari hai mere
Roop ki rangeeniyaan
Sun le duniya deewano ki
Maine seene se nikaale
Dil saare tod daale
Maine loote hazaaron yaar re
Qaatilaana hain zulfon ke naag re naag re
Qaatilaana hai ankhiyon ki aag re aag re
Zara bachke tu rehna
Hai ye aashiqon ka kehna
Maine loote hazaaron yaar re
Qaatilaana oh oh
Qaatilaana ah ah
Qaatilaana oh oh
Qaatilaana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top