मुझे मुझसे कौन बचाएगा Mujhe Mujhse Kaun Bachayega Lyrics

मुझे मुझसे कौन बचाएगा Mujhe Mujhse Kaun Bachayega Lyrics Lyrics

“Mujhe Mujhse Kaun Bachayega” Song Details:

Movie: Bob Biswas
Singer(s): Krishnakumar Kunnath (K.K)
Lyricist(s): Siddhant Kaushal
Music Director(s): Anupam Roy
Genre(s): Playful
Director(s): Diya Annapurna Ghosh
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Abhishek Bachchan, Chitrangda Singh, Amar Upadhyay
Release on: 3rd December, 2021

Har baar ki tarah taiyaar main
Khoon ki nadiyon ki dhar main
Bachne ka rasta koyi nahi
Maut ka hun gale mein har main

Aata hai jeena yunhi
Koi samajh naa payega
Ab mujhko ye narak se
Kaun kheech payega
Aa aa aa aa aa aa

Tere bin Tere bin Tere bin
Mujhe mujhse kaun bachayega
Tere bin

Tere bin Tere bin Tere bin
Mujhe mujhse kaun bachayega
Tere bin


Tere bin Tere bin Tere bin
Mujhe mujhse kaun bachayega
Tere bin

Marghat aaj banegi
Saari ye zameen
Lahsun ko dekh ke
Kahunga afreen

Saans lene ka jo
Rog faila hai yahan
Banke dava mein
Usko chodunga nahi

Mail jo hai dimag mein
Woh saaf ho na paayega
Ab mujhko ye narak se
Kaun kheech payega
Aa aa aa aa aa aa

Tere bin Tere bin Tere bin
Mujhe mujhse kaun bachayega
Tere bin

Tere bin Tere bin Tere bin
Mujhe mujhse kaun bachayega
Tere bin.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top