दर्द ए दिल की दवा Dard E Dil Kii Dawwa Lyrics

दर्द ए दिल की दवा Dard E Dil Kii Dawwa Lyrics Lyrics

“Dard E Dil Kii Dawwa” Song Details:

Album/Label: Himesh Ke Dil Se
Singer(s): Mohammed Irfan, Arpita Mukherjee
Lyricist(s): Himesh Reshammiya
Music Director(s): Himesh Reshammiya
Genre(s): Romantic
Director(s): Himesh Reshammiya
Music Label: © Himesh Reshammiya Melodies
Starring: Mohammed Irfan, Arpita Mukherjee
Release on: 3rd July, 2021

Bar bar tujhe dekhta rahun
Yehi justaju hai
Tujhe jee bhar ke
Pyar karne ki arzoo hai

Hai meri sakshiyat
Tera hi naam
Door hi ik pal bhi tujhse
Raha jaaye na

Meri ankhon mein tera chehra hai
Meri dhadkan pe tera pehra hai
Jaha jau main dil akela hai
Teri yaadon ka ek mela hai

Mere lamhein lamhein pe
Tera basera hai
Mera apna wajood
Ab ton na mera hai


Ae juda sabse
Tera mera silsila
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Tu mera yaar
Tu hi mera hamnava
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Tu hi ik pyar mera
Khuda hai gawah
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Tu mera yaar
Tu hi mera hamnava
Teri chahat mere
Dard-e-dil ki dawa
Dard-e-dil ki dawa

Tu hi ik pyar mera
Khuda hai gawah
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Mere armaano ki
Barsaat tujhse hai
Subah sham mere ye
Din raat tujhse hai

Mera ayna mujhse
Bas yahi kehta hai
Tu hi bas ik tuhi
Mujhme rehta hai

Ae juda sabse
Tera mera silsila
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Tu mera yaar
Tu hi mera hamnava
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Tu hi ik pyar mera
Khuda hai gawah
Teri chahat mere
Dard-e-dil ki dawa
Dard-e-dil ki dawa

Tu mera yaar
Tu hi mera hamnava
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Meri mohabbat ko
Abaad rakhna tum
Tujh bin adhoora hoon
Yeh yaad rakhna tum

Mera ishq meri chahat
Tum bas nibaa dena
Kabhi door jaakar tum
Humein na saaza dena

Ae juda sabse
Tera mera silsila
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Tu mera yaar
Tu hi mera hamnava
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa

Tu hi ik pyar mera
Khuda hai gawah
Teri chahat mere
Dard-e-dil ki dawa
Dard-e-dil ki dawa

Tu mera yaar
Tu hi mera hamnava
Teri chahat mere
Dard e dil kii dawwa
Dard e dil kii dawwa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top