मोहब्बत में ये हाल रहता है Mohabbat Mein Ye Haal Rehta Hai Lyrics

मोहब्बत में ये हाल रहता है Mohabbat Mein Ye Haal Rehta Hai Lyrics Lyrics

“Mohabbat Mein Ye Haal Rehta Hai” Song Details:

Movie: Before You Die
Singer(s): Toshi Sabri
Lyricist(s): Azeem Shirazi
Music Director(s): Shaarib-Toshi
Genre(s): Sad
Director(s): Suvendu Raj Ghosh
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Puneet Raj Sharma, Kavya Kashyap
Release on: 4th February, 2022

Chahun tujhe hamesha
Dil ye duaa kare
Chahun tujhe hamesha
Dil ye duaa kare

Mujhko tujhse phirna
Koi juda kare
Dil janiya ho na juda
Dono khuda kare

Mohabbat mein ye haal rehta hai
Mujhe tera khyaal rehta hain
Mohabbat mein ye haal rehta hai
Mujhe tera khyaal rehta hain

Udaas tu hua agar
Main tujhko hasa dunga
Main lake muskurahate
Tere lab pe saja dunga


Ankhon ko main teri
Khwab naya dunga
Kam ho agar khushiyan toh
Main aur mila dunga

Dil janniya ho na juda
Dono khuda kare

Mohabbat mein ye haal rehta hai
Mujhe tera khyaal rehta hain
Mohabbat mein ye haal rehta hai
Mujhe tera khyaal rehta hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top