Kaun Hai Wo Is Dil Ki Lyrics

Kaun Hai Wo Is Dil Ki Lyrics Lyrics

“Kaun Hai Wo Is Dil Ki” Song Details:

Album/Label: Ishq Hua (2000)
Singer(s): Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Faaiz Anwar
Composer(s): Nikhil, Vinay
Music Director(s): Nikhil, Vinay
Genre(s): Love
Director(s): Aamir Ali, Kahkashan Patel, Anuradha Paudwal
Music Label: © T-Series
Starring: Aamir Ali, Kahkashan Patel, Anuradha Paudwal

Kaun hai wo jo raato ko khabon
Mein aata raheta hain
Kaun hai wo is dil ki dhadkan
Churata raheta hain
Har taraf jiske jalwe dekha karoon
Har ghadi jiske baare
Mein socha karoon
Kaun hai wo kaun hai wo
Kaun hai wo jo raato ko khabon
Mein aata raheta hain
Kaun hai wo is dil ki dhadkan
Churata raheta hain

Anjaana sa ik chahera hain
Jo mujhko chhed ke jaaye
Uska mera kya rishta hain
Ye to samaj mein na aaye
Ye to samaj mein na aaye
Kaun hai wo jo seene mein
Armaan jagata raheta hain
Kaun hai wo jo raato ko khabon
Mein aata raheta hain

Chupke chupke chhuleta hain
Mujhko saamne aake
Chhup jaata phir jaane kahan wo
Dil mein aag lagake
Dil mein aag lagake
Kaun hain wo jo saanso mein
Halchal machata raheta hain
Kaun hai wo jo raato ko khabon
Mein aata raheta hain
Har taraf jiske jalwe dekha karoon
Har ghadi jiske baare
Mein socha karoon
Kaun hai wo kaun hai wo

Kaun hai wo jo raato ko khabon
Mein aata raheta hain
Kaun hai wo is dil ki dhadkan
Churata raheta hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top