Bhagwan Ye De Vardhan Lyrics

Bhagwan Ye De Vardhan Lyrics Lyrics

“Bhagwan Ye De Vardhan” Song Details:

Movie: Tulsi Vivah (1971)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Composer(s): Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director(s): Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Genre(s): Bhakti
Director(s): Chandrakant
Music Label: © Saregama
Starring: Abhi Bhattacharya, Jayshree Gadkar, Geetanjali, Anita Guha, Rajan Haksar, Moolchand, Polson, Babu Raje, Randhawa, Ratnamala, Dara Singh
Release on: 22nd July, 1971

Bhagwan ye de wardan mujhe
Har sans me tera nam rahe
Bhagwan ye de wardan mujhe
Har sans me tera nam rahe
Jab tak jiwan sangram rahe
Tera dhyan subah or sham rahe

Dhan daulat ki mujhe chah nahi
Yash vaibhaw ki parwah nahi
Dhan daulat ki mujhe chah nahi
Yash vaibhaw ki parwah nahi
Mangi sukh ki bhi rah nahi
Mangu to bas itna mangu
Is janam ka subha parinam rahe
Jab tak jiwan sangram rahe
Tera dhyan subah or sham rahe

Sat dharam ka path ho path mera
Sewa or tyag ho wart mera
Sat dharam ka path ho path mera
Sewa or tyag ho wart mera
Tere paw me ho tirth mera
Sukh dham tere hi charno me
Din rat mera vishram rahe
Jab tak jiwan sangram rahe
Tera dhyan subah or sham rahe
Bhagwan ye de wardan mujhe
Har sans me tera nam rahe
Bhagwan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top