Bansuri Banai Ke Lyrics

Bansuri Banai Ke Lyrics Lyrics

“Bansuri Banai Ke” Song Details:

Movie: Geet
Singer(s): Suman Kalyanpur
Lyricist(s): Prem Dhawan
Composer(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s): Romantic
Director(s): Ramanand Sagar
Music Label: © Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Mala Sinha

Kya hai iss bansuriya mein
Jo mujhme nahi sanvariya
Kabhi hontho se
Mujhe bhi laga le

Bansuri banai ke ho
Bansuri banay ke
Mai toh gau
Mai toh gau tere git
Mere mit sare jag ko
Bhulai ke kabhi
Hontho se mujhe bhi
Laga le bansuri banai
Ke ho bansuri banay ke
Bansuri banai ke ho
Bansuri banay ke

Tore sang neha
Laga tore rang rati
Tore sang neha
Laga tore rang rati
Ban ban dware dware
Phiru madmati
Tujhmein hi
Tujhmein hi sama gayi
Main tere pas aayi ke

Kabhi hontho se
Mujhe bhi laga le
Bansuri banai ke ho
Bansuri banay ke
Bansuri banai ke ho
Bansuri banay ke

Sara jag jan gaya
Radha bhai shyam ki
Sara jag jan gaya
Radha bhai shyam ki
Chhede teraa nam leke
Sakhiyan sare ganv ki
Ho chhaliya tune
Chhaliya tune sudh
Naa lini bavari banay ke


Kabhi hontho se
Mujhe bhi laga le
Bansuri banai ke ho
Bansuri banay ke
Bansuri banai ke ho
Bansuri banay ke.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top