“Naam Saare” Song Details:
| Movie: | Sindoor (1987) |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz |
| Lyricist(s): | Anand Bakshi |
| Composer(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Music Director(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | K. Ravi Shankar |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Shashi Kapoor, Jaya Prada, Rishi Kapoor, Jeetendra, Govinda, Neelam Kothari, Shakti Kapoor |
| Release on: | 14th August, 1987 |
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Raat bhar haye mujhko jagane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Koi kaata mujhe phool jaisa laga
Koi kaata mujhe phool jaisa laga
Sach kaho dard ye tumko kaisa laga
Sach kaho dard ye tumko kaisa laga
Waqt wo aa aya mujhko aisa laga
Log doli mein mujhe bithane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam saare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Aaj tak duniya humko satati rahi
Aaj tak duniya humko satati rahi
Do dilo pe ye pahre bitha ti rahi
Ye mohabbat hume azmati rahi
Ye mohabbat hume azmati rahi
Ab mohabbat ko hum azmane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Tod dena na dil door jake kabhi
Bat dil ki kaho paas aake kabhi
Tod dena na dil door jake kabhi
Bat dil ki kaho paas aake kabhi
Paas aake kabhi door jake
Aag mere dil mein tum lagane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Raat bhar haye mujhko jagane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage.


