Raat Ghatayen Khushboo Lyrics

Raat Ghatayen Khushboo Lyrics Lyrics

“Raat Ghatayen Khushboo” Song Details:

Album/Label: Aafreen
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Mumtaz Rashid
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pankaj Udhas

Raat ghataye khushboo
Un zulfo ke naam
Raat ghataye khushboo
Un zulfo ke naam
Mausam ka har jaadu
Un zulfon ke naam
Raat ghataye khushboo
Un zulfo ke naam

Baadal na chhaaye
To baarish kya hogi
Baadal na chhaaye
To baarish kya hogi
Baadal na chhaay
To baarish kya hogi
Mera har ek aansoo
Un zulfo ke naam
Mera har ek aansoo
Un zulfo ke naam
Raat ghataye khushboo
Un zulfo ke naam

Dil mein sari masti
Un aankhon ki hain
Dil mein sari masti
Un aankhon ki hain
Dil mein sari masti
Un aankhon ki hain
Saanson ki har khushboo
Un zulfo ke naam
Saanson ki har khushboo
Un zulfo ke naam
Raat ghataye khushboo
Un zulfo ke naam

Ye bikhare to shaam dhale
Ye simate to din nikale
Ye bikhare to shaam dhale
Ye simate to din nikale
Ye bikhare to shaam dhale
Ye simate to din nikale
Waqt ka har ek pehalu
Un zulfo ke naam
Waqt ka har ek pehalu
Un zulfo ke naam
Raat ghataye khushboo
Un zulfo ke naam

Raashid har saawan mein
Jinaki yaad aaye
Raashid har saawan mein
Jinaki yaad aaye
Raashid har saawan mein
Jinaki yaad aaye
Dariya shabanam juganu
Un zulfo ke naam
Dariya shabanam juganu
Un zulfo ke naam
Raat ghataye khushboo
Un zulfo ke naam
Mausam ka har jaadu
Un zulfon ke naam
Raat ghataye khushboo
Un zulfo ke naam.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top