Hui Shaam Unakaa Kayaal Aa Gayaa Lyrics

Hui Shaam Unakaa Kayaal Aa Gayaa Lyrics Lyrics

“Hui Shaam Unakaa Kayaal Aa Gayaa” Song Details:

Movie: Mere Hamdam Mere Dost
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Sad
Director(s): Amar Kumar
Music Label: © Saregama
Starring: Meena Kumari, Dharmendra, Rehman
Release on: 7th August, 1968

Hui shaam un ka khayaal aa gaya
Hui shaam un ka khayaal aa gaya
Wahi zindagi ka sawal aa gaya
Wahi zindagi ka sawal aa gaya
Hui shaam un ka khayaal aa gaya
Hui shaam un ka khayaal aa gaya

Abhi tak to hotho pe tha
Tabassum ka ek silasilaa
Bahut shaadamaa the
Ham unako bhulaakar
Achaanak ye kya ho gaya
Ki chehare pe rag-e-malaal aa gaya
Ki chehare pe rag-e-malaal aa gaya
Hui shaam un ka khayaal aa gaya
Hui shaam un ka khayaal aa gaya

Hame to yahi tha gurur
Gam-e-yaar hai ham se dur
Wahi gam jise hamane kis-kis
Jatan se nikalaa tha is dil se dur
Wo chalakar qayamat ki chaal aa gaya
Wo chalakar qayamat ki chaal aa gaya
Hui shaam un ka khayaal aa gaya
Wahi zindagi ka sawal aa gaya
Hui shaam un ka khayaal aa gaya
Hui shaam un ka khayaal aa gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top