Aur Kuchh Der Thahar Lyrics

Aur Kuchh Der Thahar Lyrics Lyrics

“Aur Kuchh Der Thahar” Song Details:

Movie: Aakhri Khat
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Kaifi Azmi
Composer(s): Mohammed Zahur Khayyam
Music Director(s): Mohammed Zahur Khayyam
Genre(s): Love
Director(s): Chetan Anand
Music Label: © EMI
Starring: Rajesh Khanna, Indrani Mukherjee
Release on: 1st June, 1967

Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar

Raat baaki hai abhi
Raat mein ras baaki hai
Paake tujhko tujhe
Paane ki havas baaki hai
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar

Jism kaa rang fazaa
Mein jo bikhar jaayega
Meharbaan husn tera
Aur nikhar jaayega
Laakh zaalim hai zamana
Magar itna bhi nahi
Tu jo baahon mein rahe
Waqt thehar jaayega
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar

Zindagi ab inhi kadmon
Pe luta du to sahi
Zindagi ab inhi kadmon
Pe luta du to sahi
Aye haseen but main kudaa
Tujhko banaa du to sahi
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top